Category: Sad SMS, Urdu Poetry SMS | Total views: 41 | characters: 282
Share
mara afsurda chehra isliye b zard rahta hai
mujhe apne elawa b kisi ka dard rahta hai
Tumharay dam qadam se hay ye mosam ki rangini
tumharay baad sara saal mosom sard rahta hai
Tumharay baad baqi aur to sab theek hay lekin
Jaha “DIL” tha kabi pehlay wahan ab DARD rahta hai


