Category: Faraz SMS, Hindi Poetry SMS, Urdu Poetry SMS | Total views: 138 | characters: 302
~~Ek Baar hi Jee Bhar k saza kyon nahi detay,
~Main Harf-e-Galat hun to mita kyon nahi detay?
~~Moti hun to Daman mein Piro Lo Mujhe Apney,
~Aansu hun toh Palkon se Gira kyon Nahi detay?
~~Saaya hun to Saath na rkhnay ki waja kya “Faraz”
~Pathar hun to Rastey se Hatta kyon Nahi detay…


