Category: Ramadan SMS | Total views: 204 | characters: 292
Khalqt e KHUDA aj rone ko ha
Mah e Ramzan ab juda hone ko ha
Socho zra kia khoya kia paya hum ne
Kia apne RAB ko manaya hum ne
kia jane ub naseb ma yeh mah ho ya na ho
Us ki rehmat ka kia faida uthaya hum ne
Ab hone se ashk bar kia faida
Jab bab e rehmat bnd hone ko ha.


