Category: In Honour of Hazrat Hussain, Muharram SMS | Total views: 1,930 | characters: 441
kehtey hain barey fakhr se hum ghum nahin kartey….
matam ki sada suntey hi matam nahin kartey…
kyun jalta hai dil aapka kyun jalta hai seena??…
hum aap ke seenay pe to matam nahin kartey…..
woh log bhala samjhein gay kia raaz-e-shadat??….
.
.
.
jo eid to kartey hain muharram nahin kartey…
mohsin yeh hi maqbool riwayat hai jahan mein…..
QATIL kabhi MAQTOOL ka matam nahin kartey..!!


