Category: In Honour of Hazrat Hussain, Muharram SMS | Total views: 468 | characters: 517




arz-o-samaa mein gunjta hai matam hamara….
aulad-e-yazid ko chubta hai maqam hamara….
jaltey raho…kurtey raho…martey raho hamein….
badla lega…abhi to baqi hai ik aur imam hamara….‌