Latest SMS jokes / text Messages






Category: Urdu Poetry SMS | Total views: 60 | characters: 449

Aye khuda ye dunya kya hai
.
Samaj na saka hn ab tak
.
Insan to sb hain yan par insaniyat kya hai
Samaj na saka hn ab tk
.
Koshish to hai bant dn mohabbat is jahan main
Par ye nafrat cheez kya hai
Samaj na saka hn ab tk
.
Mujhay is tarah hassas to bana dya tu nay
Par is aalam ki wajah e bay rukhi kya hai samaj na saka hn ab tk.
.
Khayal to dil say kya hai yaron ka mainay
Par in main ye bay hisi kya hai
Samaj na saka hn ab tk.


Category: Cool/Decent SMS, Urdu Poetry SMS, Wise SMS Quotes | Total views: 128 | characters: 137

Very Well Said By Dr.Allama Iqbal !

“JiN k aangan mein
ameeri ka shajjar lagta hai,,

Un ka her aib zamanay ko hunnar lagta hai…”




Category: Sad SMS, Urdu Poetry SMS | Total views: 129 | characters: 131

” Kafan Ki girah khol k mera Deedar to krlo ”
“HAYA”

” Band Ho Gayin Hein Wo Aankhein Jin Se Tum Sharmaya Karte The”