Category: Hindi Poetry SMS, Urdu Poetry SMS | Total views: 383 | characters: 150
Sabab judai ka kuch to btao Muje
Phir chahe Dil o jan se satao Muje
Ye mana k Fursat nhi Tumhe
Magr ye lazim to nhi k Bhol hi jao Mujhe……
Sabab judai ka kuch to btao Muje
Phir chahe Dil o jan se satao Muje
Ye mana k Fursat nhi Tumhe
Magr ye lazim to nhi k Bhol hi jao Mujhe……
~~Ek Baar hi Jee Bhar k saza kyon nahi detay,
~Main Harf-e-Galat hun to mita kyon nahi detay?
~~Moti hun to Daman mein Piro Lo Mujhe Apney,
~Aansu hun toh Palkon se Gira kyon Nahi detay?
~~Saaya hun to Saath na rkhnay ki waja kya “Faraz”
~Pathar hun to Rastey se Hatta kyon Nahi detay…
Lehar ko pyar tha kinary se
Par us ki shadi ho gaye sagar se
Kinary ki chahat lehar ko khench lati hay
Par badnaam na ho MOHABBAT is liye wo laut jaati hay.
Hijar ka taara doob chala hai dhalny lagi hy raat Faraz.
Qatra Qatra baras rahi hai ashkoon ki barsat Faraz.
Tere baad ye dunya waly mujh ko pagal kar dein ge.
khushbu k dais main mujh ko le chal apny sath Faraz.
Aaj tu us ka chehra b kuch badla badla lagta hy.
Musam badla dunya badli, badal gaye halat Faraz.
Chhor WASI ab us ki yadein tujh ko pagl kar dain gi.
Tu qatra hy wo darya hy dekh apni auqaat Faraz.
Dasht main piyas bujhate mar jaty hain,
hum parinday kahi jaty huay mar jaty hain,
hum hain sookhay huay Taalaab k bethe huay HANS ,
jo Taluk ko nibhaty hue mar jaty hain,
un k bhi Qatal ka ilzam hamary ser per hai,
jo hume zaher pilaty huay mar jaty hain,
ye muhabat ki kahani nhi marti lekin,
Log kirdar nibhaty huay mar jaty hain,
hum hain wo tooti hue kashtiyon waly “YASIR”,
jo kinaro ko milaty huay mar jaty hain..!