Category: Islamic SMS, Muharram SMS | Total views: 262 | characters: 141
Jo 9-10 Muharram k rozy rakhy ga
usy 2 saal ki ibadat ka sawab milega
or jo kisi doosre ko batayega usy 80 saal
ki ibadat ka sawab milega
Jo 9-10 Muharram k rozy rakhy ga
usy 2 saal ki ibadat ka sawab milega
or jo kisi doosre ko batayega usy 80 saal
ki ibadat ka sawab milega
Har dil pe naqash hai naam-e-hussain
Kon bhula sakta hai shadat-e-hussain
Nasha-e-iqtedar mein bhool gaya yazeed
Nawasa-e-Rasool hai ye hussein jung iqtedar ki na the magar sachayi ki
Bari shaan se haider ke sajday ko poora karne gaya hussain
Aasman ro para zameen hil gayi
Bray itemenan jab sajday mein gaya hussain shikast to mukadar the yazeed ka
Maktal mein bhi hui fateh-e-hussain.
Gharoor toot gaya koi martaba na mila
Sitam ke baad bhi kuch hasil-jafa na mila
Sire-e-Hussain mila hai yazeed ko lekin
Shikast ye hai ke phir bhi jhuka hua na na mila…
Phir aaj Haq ke liye Jaan fida kare koi,
Wafa bhi Jhoom uthe youn wafa kare koi,
Namaz 1400 saalon se intezar mein hai,
“HUSSAIN” ki tarah mujh ko ada kare koi…
Zikre Shabbir ko fatwaon se dabanay waly,
Kitny nadaan hain sooraj ko chupany waly,
Ghaib se aati hai sadaye Mehdi,
Zikry Shabbir ko hum hain bachany waly.