Category: Bewafa SMS | Total views: 1 | characters: 363

Din Me Deepak Jalane Se Kya Hoga ,
Raakh Me Aag Lagane Se Kya Hoga,
Jab Aapko Aati Hi Nahi Hamari Yaad,
Toh Phir Yaad Dilane Se Kya Hoga?

Din Me Deepak Jalane Se Kya Hoga ,
Raakh Me Aag Lagane Se Kya Hoga,
Jab Aapko Aati Hi Nahi Hamari Yaad,
Toh Phir Yaad Dilane Se Kya Hoga?
Taqdeer Ne, Falak Ne, Mohabbat Ne, Ishq Ne,
Jis Ne Bhi Chaha, Mera Tamaasha Bana Dia..
Najane kitni mudat se ha dil me ye amal jari,
Zara si thais lagti ha, Zara sa toot jata hon..

Tumhari Duniya Se Chale Jane Ke Baad Hum Tumhe
Har Ek Tare Me Nazar Aaya Karenge
Tum Har Pal Koi Dua Mang Lena
Aur Hum Har Baar Toot Jaya Karenge…
Koi Hamdard Na Tha, Koi Bhi Dard Na Tha,
Phir Aik Hamdard Mila Phir Us Se Dard Mila..